O Khuda - Hero - (2015) Guitar Chords
Scale: E Minor
[INTRO] Em Am Em Am x4
[INSTRUMENTAL] Em D C B x2
[VERSE]
Em Am
Tere bin jeena hai aise
D G Gmaj7
Dil dhadka na ho jaise
C Am
Yeh ishq hai kya duniya ko
D G
Hum samjhaye kaise
Em Am
Aa dilon ki raahon mein
D G Gmaj7
Hum kuch aisa kar jaaye
C Am
Ek dooje se bichde toh
D B
Saans liye bin mar jaaye
[CHORUS]
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya
[INSTRUMENTAL] Em
[VERSE]
Em D
Pyaar ki in raahon mein
C D
Milte hai kitne dariyaa
Em D
Laakh tufaanon mein bhi
Am Bm Em
Dil ko mil jaata hai zariya
Em D Bm C
Iss dil ke iraadon mein, hai itna asar
Em D Bm C D
Lehron se kinaaron pe, karta hai safar
[CHORUS]
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya
[INSTRUMENTAL] Em C D B x2
[VERSE]
Em D C
Aaj apne rangon se bichdi
C D
Hain yeh tasweerein
Em D
Haathon mein kahin toot rahin hain
Am Bm C
Milkar do taqdeerein
Em D Bm C
Duniya yeh jeet gayi, dil haar gaya
Em D Bm C D
Nahi socha tha kabhi milkar kabhi honge judaa
[CHORUS]
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya
Em
O khuda, bata de kya
D
Lakeeron mein likha
C D Em
Humne toh, humne toh bas ishq hai kiya